Poetry On Life

Life might seem difficult, but it ain't boring! Lets see what life looks like through the taste of poetry.

Lehr(waves) ye word use is lie kia qke asal m hum zindagi m jis chez ka intezaar krte hain apko lgta h wo apko unchai tk puhncha degi jaise kamyabi, wealth etc- mgr ye bhool jate jo chez apko upar le jati wo bhi fani hai koi chez hamesha k lie nhi. Suppose ap paisa chahte ho usko pane k lie ap insaniyat na bhol jana, kamyabi pane k lie ap logo se hamdardi krna na bhool jana qke apne doulat hasil ki ksi pr zulm krke wo apke kaha kam aese gi. Yaad rhe har chez duniya m chor kr jani hai siwae Amaal ke doulat, shuhrat log har chez yehi reh jani koi apke sath qabr m nhi hogi except your deeds!

Enlightism

Kamyabi pana asaan h mgr koshish k bghair nhi! Kuch hasil krne k lie na-mumkin ko mumukin bna do mgr kbhi har na mano!(Never give up)

Mukhlis hain r khamosh bhi...Enlightism

Jo genuine hai(mukhlis) khud ke sath, apne sathion k sath, uski qadar afsos k sath aj kl hai hi nhi! Koi smjhta hi nhi achey logo ko. Aur jo munafiq hain(hypocrite) wo to har jga sbse behtaren sbki nzr mai, qke wo sachai ka sath nhi dete, qke wo Rab se nhi darte blke logo se darte hain k log kia kahainge. Aik sawal hai apse, logo k lie jetay hi q ho jb wo kbhi apko khush nhi dekh skte aur us Rab k lie q nhi jetay jo apse sbse ziada piyar krta h? Logo k lie jena chor dain aur apne Rab ko Raazi krain. Aj kal is duniya m achai ko koi nhi dekhta yehi to sbse bari bad-qismati hai. Wake up dear readers if you want success in both the worlds!

Koi apke apko sawalon k jawab nhi de skta siwae apke. Kbhi khud pr ghour to kro ke ap kia kuch kr skte ho apni zindagi ko behtaren bnane k lie. Aur sath phir nature ko dekho, qudrat ko dekho apko apke sare sawalon ke jwab mil jaenge.